Listen Hindi Movies Mp3 Songs, Latest Bollywood Mp3 songs, Listen Mp3 Songs, Ghazals, Pop and Remix

 
 
download mp3 songs of Teri Meri Kahaani movie
download mp3 songs of Ferrari Ki Sawaari movie
download mp3 songs of Shanghai movie
download mp3 songs of Fatso movie
download mp3 songs of Rowdy Rathore movie
download mp3 songs of Life Ki Toh Lag Gayi movie
download mp3 songs of Department movie
download mp3 songs of Dangerous Ishq movie
download mp3 songs of Ishaqzaade movie
download mp3 songs of Chhodo Kal Ki Baatein movie

Gali Gali Chor Hai-Suno Suno

Singer - Mohit Chauhan Anmol Malik, Duration - 5m 25s


Suno Suno of album Gali Gali Chor Hai

Lyrics for Suno Suno Song


Suno suno pata karo, kahan hai hum
Suno suno jahan ho tum, wahan hai hum

Suno suno pata karo, kahan hai hum
Suno suno jahan ho tum, wahan hai hum
Abhi abhi nayi hawa mein aaye hai
Abhi abhi pata chala, jawan hai hum
Tum bhi ho yahan, hum bhi hai yahan
Jaana hume phir kahan

Suno suno pata karo, kahan hai hum
Suno suno jahan ho tum, wahan hai hum

Mehboobi mehboobi hai, jheel si inn do aankhon mein
Meri saari duniya doobi hai
Dhadkan dhadkan tu bhi hai, aaj samajh mein aaya hai
Tujh mein jaane kya kya khoobi hai
[www.bindassbolly.com]
Tumne ishaara kar diya
Khud ko humara kar diya
Tum ho bekhabar, hum bhi bekhabar
Chalta hi rahe yeh safar

Suno suno pata karo, kahan hai hum
Suno suno jahan ho tum, wahan hai hum

Paagal aaj hua hai dil, bhar kar apni baahon mein
Tum ko lekar door nikalna hai
Peele peele saaye hai, 6 bajne ko aaye hai
Hum dono ko ghar bhi chalna hai
Duniya dikha di khwaab ki
Badi meherbaani aap ki
Rangeen shaam ke, apne naam ke
Chaliye chodh ke kuch nishaan

Suno suno pata karo, kahan hai hum
Suno suno jahan ho tum, wahan hai hum

Abhi abhi nahin hawa mein aaye hai
Abhi abhi pata chala, jawan hai hum
Tum bhi ho yahan, hum bhi hai yahan
Jana hume phir kahan


Post Comments

  (Will not be published and shared anywhere)